Cast : Adhyayan Suman,Anjana Sukhani,Shahana Goswami,Humayun Saeed
Director :Raksha Mistry,Hasnain S Hyderabadwala
Producer :
Music Director :Toshi Sabri,Sharib Sabri
Singers :K K,Shreya Ghosal,Nouman Javaid,Shaan,Toshi Sabri,Sharib
Lyricist :Kumaar,Nouman Javaid,Nilesh Mishra
Year : 2009
Nazrein Kaha Soti Hain
(Singers : K K and Shreya Ghoshal)
Khudaya..
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
Ooo..Oooo..
nazrein kaha soti hai
neende dhuan hoti hai
nazrein kaha soti hai
neende dhuan hoti hai
jab din ye dhale palkon ke tale
koi saanse le o jaana
khamosh rahe kabhi chupke se
koi baat kare o jaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
nazrein kaha soti hai
neende dhuan hoti hai
jab din ye dhale palkon ke tale
koi saanse le o jaana
khamosh rahe kabhi chupke se
koi baat kare koi o jaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
Ooo.. Ooo...
us ki hi yaadon ke lamho ki aahat hai
khwaabon khayalon ki raahon mein (raahon mein)
mil ke wo jaaye to rang us ki khushboo ke
bikhre hi rehte hain baaghon mein (baagon mein)
koi jadoo
chaahat pe kar leta hai kaboo
koi jadoo
chaahat pe kar leta hai kaboo
jab din ye dhale palkon ke tale
koi saanse le o jaana
khamosh rahe kabhi chupke se
koi baat kare koi o jaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
chain ban ke chain churaana
Ooo... Ooo..
_________________________________________________________________
_________________________________________________________________
Aaya Re Koi Dil Ko Churane
aankho mein padh lo tum ya sun lo hothon se
us ke hi chehre ki baatein hain (baatein hain)
guzre ye din saare us ke hi saaye mein
us ki panahon mein raatein hain (raatein hain)
dil aaye
dil pe to waapus na ja paaye
dil aaye
dil pe to waapus na ja paaye
jab din ye dhale palkon ke tale
koi saanse le o jaana
khamosh rahe kabhi chupke se
koi baat kare koi o jaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
ishq ka hai kaam hai puraana
chain ban ke chain churaana
chain ban ke chain churaana
Ooo.. Ooo..
aya... aaya re.... aaya re...
aya... aaya re.... aaya re...
tanha tha zindagi mein
ghum hi the har khushi mein
tanha tha zindagi mein
ghum hi the har khushi mein
baitha tha le ke umeedein
khwaabon se meri raatein sajaane
aaya re koi dil ko churane
aaya re meri jaan mein samaane dekho
aaya re koi dil ko churane
aaya re mujhe apna banaane
ho ho
tanha tha zindagi mein
ghum hi the har khushi mein
baitha tha le ke umeedein
khwaabon se meri raatein sajane
aaya re koi dil ko churane
aaya re meri jaan mein samaane
aaya re koi dil ko churane
aaya re mujhe apna banaane
Be my love AO..
All ya gals AO..
Scream out loud AO..
Oh ho sugar boy you're my love
Get down the ladder with the lover get go - 3
meri nigahein us pe ruki hain
aadha safar chahat ka tay kar chuki hain
us ke aasar ne mujh ko chua hai
shayad wo na jaane ye mujh ko pata hai
aaya re tere dil ko churaane
aaya re teri jaan mein samaane main to
aaya re tere dil ko churaane
aaya re tujhe apna banaane
meri sadaayein us ne suni hain
manzil hoon jis ki main wo raahein chuni hain
wo jo kahe to sar ko jhuka doon
kadmo tale main apni saansein bicha doon
aaya re mere dil ko churaane
aaya re meri jaan mein samaane wo to
aaya re mere dil ko churaane
aaya re mujhe apna banaane
wo oo..
tanha tha zindagi mein
ghum hi the har khushi mein
batha tha le ke umeedein
khwaabon se meri raatein sajaane
aaya re koi dil ko churaane
aaya re meri jaan mein samaane
aaya re tere dil ko churaane
aaya re tujhe apna banane
aaya re koi dil ko churaane
aaya re mujhe apna banaane
____________________________________________________________________
____________________________________________________________________
Dard-e-Tanhai Mein
bechainiyaan hain saanse ruki hain
tanhaaiyon mein teri kami hai
bechainiyaan hain saanse ruki hain
tanhaaiyon mein teri kami hai
aankho mein aansoo thamte nahi hain
kaise hain ye pal katte nahi hain
dard-e-tanhai mein - 4
phoolon ki ye shaakhein hai kaanto se saji
mitne se na mitegi dil ki ye bebasi
jo hum pe guzri hai beete tumpe kabhi
tumko bhi yaad aaye beeti baate sabhi
mushkil hai khushiyon se ghum ka milna yahan
joron mein lipta hai mere dil ka jahan
dard-e-tanhai mein - 4
aise bhi hum jiyenge kabhi socha hi nahi
jo sapne toot jaaye wo judte phir nahi
basti hain yaadon ki parchhaiyaan teri
awaara is dil ki koi manzil hi nahi
sahil se ye lehrein kyun hoti hain juda
aankho ke ye aansoo tujhe dete hain sada
dard-e-tanhai mein - 8
___________________________________________________________________
___________________________________________________________________
Tere Bin Kahan Hum Se
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
zidd chhod di lo aaj keh diya
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
zindagi bhaag kar hum se aage chali
thaam lo na hamein chaand taaron tale
haan..
zindagi bhaag kar hum se aage chali
thaam lo na hamein chaand taaron tale
tod daali tanhaayi hai
ab mohabbat rut aayi hai
zidd chhod di lo aaj keh diya
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
jaane kitne baras dhoop mein main chala
tum mile jis ghadi jaise baadal mila
haan..
jaane kitne baras dhoop mein main chala
tum mile jis ghadi jaise baadal mila
barso na toot ke zara
bheeg jaaye man ye baawra
zidd chhod di lo aaj keh diya
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
barso na toot ke zara
bheeg jaaye man ye baawra
zidd chhod di lo aaj keh diya
tere bin kahan hum se jiya jaayega
tere bin kahan hum se jiya jaayega
_________________________________________________________________
tanha tanha main yoon phira
_________________________________________________________________
| | Main Chala Main Chala |
tanha tanha main yoon phira
apno mein rehkar akela
aisa gira na uth saka
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
lamha lamha ghutan hai
aankhe bin tere nam hain
mere jalte jahan mein
bas yahi ek ghum hai
dil ki veeraniyaan dhoonde tujhe
raahon ke faasle kyun badh gaye
kaisi ye zindagi jo hum jiye
isne aansoo aur ghum diye
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
ankahi ye kahani
bin kahe hai sunaani
lab pe khaamoshiyaan hain
ashkhon mein hai rawaani
saanso ke silsile thamne lage
lafzon ke sab diye bujhne lage
lamho ki aag mein kuchh yun jala
main apne aap se bhi kho gaya
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
main chala...
main chala main chala main chala
main chala main chala main chala
________________________________________________________________
________________________________________________________________
Aaja Aish Karle
oo.. Ho.. oo..
oo.. Ho.. oo..
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)
ho.. ho..
ho.. ho..
gaadi ke bonut pe hum to beat bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
gaadi ke bonut pe hum to beat bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
be fikari mein jeena changa hai
ye dil to mast malanga hai
uspe yaaron ka mela hai
ab tu kyun yaar akela hai
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja..
shadiq ke jaise ek din yaaron
hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke
hothon pe khankenge
chand ke jaise ek din yaaron hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke hothon pe khankenge
chand ke jaise ek din yaaron hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke hothon pe khankenge
hum hope kabhi na chhodenge in sapno ko na todenge
ab khud ko na control kare is khushi mein rock-n-roll kare
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le
aaja aish kar le
ho.. ho.. ho.. ho..
ho.. ho.. ho.. ho..
aaja..
No comments:
Post a Comment